SONG: Tere Bina Hai Duniya Andheri Jau Kaha Ye Bata - तेरे बिना है दुनियाँ अँधेरी जाऊ कहाँ ये बता

Tere Bina Hai Duniya Andheri Jau Kaha Ye Bata - तेरे बिना है दुनियाँ अँधेरी जाऊ कहाँ ये बता

LYRICS:
tere bina hai duniya andheri jau kaha ye bata o jau kaha ye bata aakar ke koi itna bata de kya hai piya ka pata o jau kaha ye bata tere bina hai duniya andheri jau kaha ye bata o jau kaha ye bata kismat ne todi asha ki dori gayal hua hai diwan kitne dino jalta rahega aandhi me gham ka diya o ri badariya tu hi bata de mujhse hui kya khata o jau kaha ye bata tere bina hai duniya andheri jau kaha ye bata o jau kaha ye bata aankhe mila ke najare chura ke jane kaha chal diye jag ko hasa ke hamko rula ke jane kaha chal diye o jau kaha ye bata tere bina hai duniya andheri jau kaha ye bata o jau kaha ye bata