SONG: Tere Bina Bhi Nahin Ji Sakte - तेरे बिना भी नहीं जी सकते

Tere Bina Bhi Nahin Ji Sakte - तेरे बिना भी नहीं जी सकते

LYRICS:
tere bina bhi nahi ji sakte or tere bina bhi nahi ji sakte hum tere bina bhi nahi ji sakte or tere bina bhi nahi ji sakte are hona kisi ek ka hai ye humko pata hai magar kya kare dil se majbur hai hum tere bina bhi nahi ji sakte or tere bina bhi nahi ji sakte or tere bina bhi nahi ji sakte kya ye raaj hai kaisa andaaj hai main tera nishana hun wo tera diwana diwano ka anjaam kya hoga kya ye pyaar hai kaisa ikraa hai wada hai kisi se irada hai kisi ka to fir dil ka kya faisla hoga are jaise nadiya ke do kinare waise tum do yaar tum dono do aankhe humko dono se hai pyaar tere bina bhi nahi ji sakte or tere bina bhi nahi ji sakte are hona kisi ek ka hai ye humko pata hai magar kya kare dil se majbur hai hum tere bina bhi nahi ji sakte or tere bina bhi nahi ji sakte or tere bina bhi nahi ji sakte satyug ki reet wo kalyug me na chale paanch pandavo ki thi ek patraani ye tab tha par ab nahi hoga satyug ki reet kyu kalyug me na chale unka dil bhi dil tha humara dil bhi dil hai jo tab tha wo ab kyu nahi hoga are yug badle to duniya badle badle har dastur o badle har dastur badlna hume nahi manjur tere bina bhi nahi ji sakte or tere bina bhi nahi ji sakte are hona kisi ek ka hai ye humko pata hai magar kya kare dil se majbur hai hum tere bina bhi nahi ji sakte or tere bina bhi nahi ji sakte or tere bina bhi nahi ji sakte kya khyaal hai walla kamal hai jamine fat jaye jaagire bat jaye dilo ka batwara nahi hota ye dil bhi khub hai kaise mahbub hai aisa hua na hoga ek dil se pyar do do ka duniya ko gawara nahi hota are dil ka aana dil ka jana kaha hai apne hath kaun kaha kiska ho jaye ye kismat ki baat tum mere bina bhi nahi ji sakte or mere bina nahi ji sakte are hona kisi ek ka hai ye inko pata hai magar kya kare dil se majbur hai hum tere bina bhi nahi ji sakte or tere bina bhi nahi ji sakte or tere bina bhi nahi ji sakte