SONG: Tere Banenge Bighde Kaam - तेरे बनेंगे बिगड़े काम

Tere Banenge Bighde Kaam - तेरे बनेंगे बिगड़े काम

LYRICS:
tere banenge bigade kaam ho sun bhai aatma ram tu kar le charo dham ho sun bhai aatma ram idhar hain ganga udhar himalay bich me badrinath bolo bhai badrinath ki jai dharm arth aur kam moksh charo phal inke sath ho tere banenge bigade kaam tere banenge bigade kaam ho sun bhai aatma raam tu kar le charo dham ho sun bhai aatma raam jo koi pave jagannath ka jutha bhat prsaad ho jutha bhat prsaad ho bolo bhai jagrnath ki jai chla jaye baikunth ko sidha koi na pakde haath ho koi na pakde haath ho tu bhaj le radhe shyam tu bhaj le radhe shyam ho sun bhai aatma ram dakshin desh me rame rameshvar mandir kham hajar ho mandir kham hajar ho bolo bhai shiv shankar ki jai visvanath visamber shankar bhaje to beda par ho bhaje to beda par ho lekin charno ko tham ho lekin charno ko tham ho sun bhai aatma ram sone ki ye puri dwarka manwa anand badhaye ho manwa anand badhaye ho bolo bhai krishanchndr ki jai baanjh hari ho daadi pota god khelaye ho pota god khelaye ho kul badhe amar ho naam kul badhe amar ho naam ho sun bhai aatma ram tere banenege bigade kaam ho sun bhai aatma ram ram ram ji ram ho sun bhai aatma ram