SONG: Tere Baadalo Ki Kair Tere Sagaro Ki Kair - तेरे बादलों की खैर तेरे सागरों की खैर

Tere Baadalo Ki Kair Tere Sagaro Ki Kair - तेरे बादलों की खैर तेरे सागरों की खैर

LYRICS:
dunia bhar ki nadiyo ka jab malik hai bhagwan ek dukhiya kyun na dega umar bhar ka dan tere badlo ki khair tere sagro ki khair mere pyar ki talaiya ko bhi pani de tere badlo ki khair tere sagro ki khair mere ypar ki talaiya ko bhi pani de tere badlo ki khair tere sagro ki khair subah sawere tu hi bikhere sabnam ke ye moti teri daya ke jal se pati pati mukhda dhoti subah sawere tu hi bikhere sabnam ke ye moti teri daya ke jal se pati pati mukhda dhoti kiye itne kamal sun mera bhi sawal kiye itne kamal sun mera bhi sawal kaha jal ko chupaya hai nishani de tere badlo ki khair tere sagro ki khair mere ypar ki talaiya ko bhi pani de tere badlo ki khair tere sagro ki khair ghum rahi main nagri nagri ye jholi failaye ghayal man par fir bhi kisi ko raham jara na aaye teri dunia mein der par nahi hai andher teri dunia mein der par nahi hai andher meri dagmag nayya ko rawani de tere badlo ki khair tere sagro ki khair mere pyar ki talaiya ko bhi pani de tere badlo ki khair tere sagro ki khair tere hote preet kisi ki ye dunia kyu lute tu chahe to pathar se bhi jhar jhar jharna fute main to aayi tere dwar meri jindgani sawar main to aayi tere dwar meri jindgani sawar ab mujhe bhi jindgani de tere badlo ki khair tere sagro ki khair mere ypar ki talaiya ko bhi pani de tere badlo ki khair tere sagro ki khair mere ypar ki talaiya ko bhi pani de tere badlo ki khair tere sagro ki khair