SONG: Tere Aage Bolna Dushwar Ho Gaya - तेरे आगे बोलना दुश्वार हो गया

Tere Aage Bolna Dushwar Ho Gaya - तेरे आगे बोलना दुश्वार हो गया

LYRICS:
tere aage bolna dushwaar ho gaya haye mujhe pa pa pa pyar ho gaya tere aage bolna dushwaar ho gaya haye mujhe pa pa pa pyar ho gaya tere aage bolna dushwaar ho gaya tu wo katil hai ke aashik dur se bhage tu wo katil hai ke aashik dur se bhage ban gaye fande magar ye julf ke dhage tere aage bolna dushwaar ho gaya haye mujhe pa pa pa pyar ho gaya tere aage bolna dushwaar ho gaya tere hotho ka ye ras aankho ka ye jadu oho ye kya kah gaya mai hoke bekabu tere hotho ka ye ras aankho ka ye jadu oho ye kya kah gaya mai hoke bekabu ho bada acha agar kuch bhi na samjhe tu tere aage bolna dushwaar ho gaya haye mujhe pa pa pa pyar ho gaya tere aage bolna dushwaar ho gaya da da da dekho ye halat ho gayi ab to ka ka ka kayamat ho gayi ab to da da da dekho ye halat ho gayi ab to ka ka ka kayamat ho gayi ab to ho gayi haar ho gayi haar man bhi lo sarkar ho gayi haar ho gayi haar man bhi lo sarkar antam pantam chhod de babu ho gayi teri haar ikdam tikdam kuch na chalega jeet gaya mera pyar ikdam tikdam kuch na chalega jeet gaya mera pyar antam pantam chhod de babu