SONG: Teraa Jahan Aabad Hai Meraa Jahan Barbad Hai - तेरा जहाँ आबाद है मेरा जहाँ बर्बाद है

Teraa Jahan Aabad Hai Meraa Jahan Barbad Hai - तेरा जहाँ आबाद है मेरा जहाँ बर्बाद है

LYRICS:
tera jahan aabad hai mera jahan barbad hai fariyad hai fariyad hai aye asma fariyad hai tera jahan aabad hai mera jahan barbad hai tu khush ke tere bag ke sab phul akhir khil gaye jinki tamanna thi tujhe akhir wo tujhko mil gaye mere mukaddar me fakat gam aur kisi ki yad hai tera jahan aabad hai mera jahan barbad hai tu kush ke tere hath me ummid ka jaam aa gaya meri mohabbat ke liye rone ka paigam aa gaya hairat na kar aye bekhabar duniya hai ek jadu ka ghar do dil hai ek ghar me magar ek shad ek nashad hai fariyad hai fariyad hai aye asma fariyad hai tera jahan