SONG: Teraa Hath Hath Me Aa Gaya - तेरा हाथ हाथ में आ गाया

Teraa Hath Hath Me Aa Gaya - तेरा हाथ हाथ में आ गाया

LYRICS:
tera hath hath me aa gaya tera hath hath me aa gaya ke charag raah me jal gaye mujhe sahal ho gayi manjile mujhe sahal ho gayi manjile wo hawa ke rukh bhi badal gaye tera hath hath me aa gaya tera hath hath me aa gaya badi chij hai tujhe kya pata badi chij hai tujhe kya pata teri ik ada teri ik sada teri ik ada teri ik sada jo tadap rahe the bahal gaye jo tadap rahe the bahal gaye jo gire the girake sambhal gaye tera hath hath me aa gaya tera hath hath me aa gaya jise sun saka tha naa aaj tak jise sun saka tha naa aaj tak wahi raaj jaise ke sun liya wahi raaj jaise ke sun liya vahi geet jo mere dil me the vahi geet jo mere dil me the wo labo pe aake machal gaye mujhe sahal ho gayi manjile wo hawa ke rukh bhi badal gaye tera hath hath me aa gaya ke charag raah me jal gaye tera hath hath me aa gaya