SONG: Tera Pati Tera Devta Hai

Tera Pati Tera Devta Hai

LYRICS:
bhala hai bura hai jaisa bhi hai mra pati mera devta hai bhala hai bura hai jaisa bhi hai mra pati mera devta hai mere devta ko kuch na kaho mere devta ko kuch na kaho mera devta to mera devta hai bhala hai bura hai jaisa bhi hai mra pati mera devta hai tapsya to hoti hai sabki barabr tapsya to hoti hai sabki barabr magar sabko bhagwan milte khaa hai malik to karta hai rakhwali sabki sabhi phool duniya me khilte kha hai sabhi phool duniya me khilte kha hai kya bhed hai ye kisko pata hai mera devta to mera devta hai bhala hai bura hai jaisa bhi hai mra pati mera devta hai wahi meri duniya wahi mera jeevan wahi meri bhakti wahi pooja wahi meri naaiya ka har pal sahara nahi mera uske shiva koi dooja magar apni taqdeer ka kya karu me dhru bhi to ilzam kis par dhru me kahi khawab sache kahi toota sapna hai duniya me sabka naseeb apnaa apnaa jaisa bhi wo hai jha bhi hai tera pati tera devta hai jaisa bhi wo hai jha bhi hai tera pati tera devta hai teri bhakti me shakti hai ki ek din jo pathar bhi hota pighl jayega wo kisi kathda ki baho me hoga to thukrake usko chala aayega wo mera waada raha pouch de apne aasu mera waada raha pouch de apne aasu tere kadmo me mai khech laaogi usko wo uski ada hai ye meri ada hai bhala hai bura hai jaisa bhi hai tera pati tera devta hai bhala hai bura hai jaisa bhi hai mra pati mera devta hai mere devta ko kuch na kaho mera devta to mera devta hai bhala hai bura hai jaisa bhi hai tera pati tera devta hai bhala hai bura hai jaisa bhi hai tera pati tera devta hai