SONG: Tera Mera Pyar - तेरा मेरा प्यार

Tera Mera Pyar - तेरा मेरा प्यार

LYRICS:
koi jal jal mare koi fansi chadhe koi jal jal mare koi fansi chadhe kitne ke dilo ko bukhar ho gaya aaj bhajar bhajar jab faili khabar ki tera mera mera tera pyar ho gaya chhod ke duniya ke bandhan ko do dil hamare mil gaye haye do dil hamare mil gaye najro se najre do mili do unche chaman mein khil gaye do unche chaman mein khil gaye ghar wale naraj gussa karta samaj ghar wale naraj gussa karta samaj dushaman ye sara sansar ho gaya aaj bhajar bhajar jab faili khabar ki tera mera mera tera pyar ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya ab din hai hamare raate hamari jo kuch bhi apni marji karo jo kuch bhi apni marji karo office ko jao chhuti le aao hakim se itni harji karo hakim se itni harji karo chahe somwar ho chahe budhwar ho chahe somwar ho chahe budhwar ho sab apne liye itwar ho gaya aaj bhajar bhajar jab faili khabar ki tera mera mera tera pyar ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya ho tera mera mera tera pyar ho gaya koi jal jal mare koi fansi chadhe aaj bhajar bhajar jab faili khabar ki tera mera mera tera pyar ho gaya