SONG: Tera Man Mera Man Mile Prit Yun Khile - तेरा मन मेरा मन मिले प्रीत यूँ खिले कि दूर अँधेरे हों

Tera Man Mera Man Mile Prit Yun Khile - तेरा मन मेरा मन मिले प्रीत यूँ खिले कि दूर अँधेरे हों

LYRICS:
tera man mera man mile prit yun khile ki dur andhere ho mujhe to aisa lage ki bas tum mere ho tera man mera man mile prit yun khile ki dur andhere ho mujhe to aisa lage ki bas tum mere ho tum mere ho aji tum mere ho paayal ki meri runjhun ho maathe ki meri kumkum ho paayal ki meri runjhun ho maathe ki meri kumkum ho jisko dhundhte the naina bolo aji kya vahi tum ho man pe jaadu kiya rang bhar diya re chatur chitere ho mujhe to aisa lage ki bas tum mere ho tera man mera man mile prit yun khile ki dur andhere ho mujhe to aisa lage ki bas tum mere ho tum mere ho aji tum mere ho dekhi jhalak in aankho mein milti nahin vo laakho pe dekhi jhalak in aankho mein milti nahin vo laakho pe tere jitne rang kahaa titli ki chanchal paakho mein pahle to rup saja ke ji ab yun laja ke kyu mukhda phere ho mujhe to aisa lage ki bas tum mere ho tera man mera man mile prit yun khile ki dur andhere ho mujhe to aisa lage ki bas tum mere ho tum mere ho aji tum mere ho tum mere ho aji tum mere ho