SONG: Tera Kisi Se Pyar Tha Tu Wo Zamana - तेरा किसी से प्यार था तू वो जमाना

Tera Kisi Se Pyar Tha Tu Wo Zamana - तेरा किसी से प्यार था तू वो जमाना

LYRICS:
tera kisi se pyar tha tu wo zamana bhul ja tera kisi se pyar tha tu wo zamana bhul ja gujri hui ye bat hai ab ye fasana bhul ja gujri hui ye bat hai ab ye fasana bhul ja tera kisi se pyar tha tu wo zamana bhul ja milke jo tu bichhad gaya milke jo tu bichhad gaya dil ka chaman ujad gaya dil ka chaman ujad gaya ruthi hui bahar ka laut ke aana bhul ja ruthi hui bahar ka laut ke aana bhul ja roti hui jawaniya roti hui jawaniya kahti hai ye kahaniya kahti hai ye kahaniya jalna tha dil ka aashiya ab bujhana bhul ja jalna tha dil ka aashiya ab bujhana bhul ja badle me tere pyar ke gam ko gale laga liya badle me tere pyar ke gam ko gale laga liya tu aasu bahana bhul ja gam ko gale laga ke tu aasu bahana bhul ja tere kisi se pyar tha tu wo zamana bhul ja