SONG: Tera Kaha Maine Kiya Ab Na Jiya Jaye - तेरा कहाँ मैंने किया अब ना किया जाये

Tera Kaha Maine Kiya Ab Na Jiya Jaye - तेरा कहाँ मैंने किया अब ना किया जाये

LYRICS:
tera kaha maine kiya ab na kiya jaye re haye tera kaha maine kiya ab na kiya jaye re haye dekho mujhme raha kya jhoka koi hawa ka leke mujhe ud hi na jaye tera kaha maine kiya ab na kiya jaye re haye tera kaha maine kiya ab na kiya jaye re haye dekho mujhme raha kya jhoka koi hawa ka leke mujhe ud hi na jaye itna kaso na ye bandhan ke bandhan ye tut jaye panchi se khelo na aise ke hatho se chut jaye sun ke meri bate kyu bekarar hai sunle dilbar sunle ye shikwa hai pyar ka kaahe mere dil ko jalaye tera kaha maine kiya ab na kiya jaye re haye dekho mujhme raha kya jhoka koi hawa ka leke mujhe ud hi na jaye kuch hone wala ho aise tadapti hai damini mausam ne chedi ho jaise toofano ki ragini aur aise mausam me tujhse kya kahu ye haye choti si nayya bhi toofano se khel jaye jiya tera bhi dagmagaye tera kaha maine kiya ab na kiya jaye re haye dekho mujhme raha kya jhoka koi hawa ka leke mujhe ud hi na jaye