SONG: Tera Jaana, Dil Ke Armaano Ka Lut Jaana - तेरा जाना दिल के अरमानो का लुट जाना

Tera Jaana, Dil Ke Armaano Ka Lut Jaana - तेरा जाना दिल के अरमानो का लुट जाना

LYRICS:
tera jana dil ke armano ka lut jana tera jana dil ke armano ka lut jana koi dekhe, koi dekhe banke takdiro ka mit jana tera jana tera gum teri khushi mera gum meri khushi tujhse hi thi jindagi us par hamne tha kaha jiwan bhar ka sath hai ye kal ki hi baat hai tera jana dil ke armnao ka lut jana koi dekhe, koi dekhe banke takdiro ka mit jana tera jana jab jab chanda aayega teri yad dilayega sari raat jagayega mai roker rah jaungi dil jab jidd par aayega dil ko kaun manayega tera jana dil ka armano ka lut jana koi dekhe, koi dekhe banke takdiro ka mit jana tera jana