SONG: Tera Bina Zindagi Bekaar Hai - तेरे बिना जिंदगी बेकार है

Tera Bina Zindagi Bekaar Hai - तेरे बिना जिंदगी बेकार है

LYRICS:
o tore bina o tore bina jindagi bekar hai o baalam o baalam o baalam o baalam solha singar kiye aayi main sajke baaje payal mori jhan jhan karke solha singar kiye aayi main sajke baaje payal mori jhan jhan karke o dekh meri haye dekh meri aankho mein pyar hai o baalam o baalam o baalam o tore bina jinadgi bekar hai o baalam o baalam o baalam naachu main taro ki odh ke chundariya aaya hai dil mera tujh pe sanwariya ho tujh pe sanwariya ho tujh pe sanwariya tujh pe sanwariya ho naachu main taro ki odh ke chundariya aaya hai dil mera tujh pe sanwariya o tu hi mera o tu hi mera banka dildar hai o baalam o baalam o baalam bhanware deewane meri julfo ki jaal par duniya meri mastani chal par o tore bina jeet mori haar hai o tore bina o tore bina jindagi bekar hai o balam o baalam o baalam o baalam