SONG: Tera Aana Bhi Dhoka Tha, Tera Jana Bhi Dhoka Hai - तेरा आना भी धोखा था, तेरा जाना भी धोखा है

Tera Aana Bhi Dhoka Tha, Tera Jana Bhi Dhoka Hai - तेरा आना भी धोखा था, तेरा जाना भी धोखा है

LYRICS:
tera aana bhi dhokha tha tera jana bhi dhokha hai mera dil to na maanega jo in aankhon ne dekha hai tera aana bhi dhokha tha tujhe paa kar har ik shay ki tamanna chhod baithe the hame ab ye na samjhana mohabbat ik tamasha hai mohabbat ik tamasha hai jo in aankhon ne dekha hai tera aana bhi dhokha tha tera jaana bhi dhokha hai mera dil to na manega jo in aankhon ne dekha hai tera aana bhi dhokha tha jo dil mera nahi badla nazar teri bhi kyun badle magar duniya to kehti hai yaha aisa bhi hota hai yaha aisa bhi hota hai jo in aankhon ne dekha hai tera aana bhi dhokha tha tera jaana bhi dhokha hai mera dil to na manega jo in aankhon ne dekha hai