SONG: Teer Chala Ke Zalim Jaana Na - तीर चला के ज़ालिम जाना ना

Teer Chala Ke Zalim Jaana Na - तीर चला के ज़ालिम जाना ना

LYRICS:
teer chala ke zalim jaana na ho zalim jaana na teer chala ke zalim jaana na aise khayal dil me laana na, laana na ho na laana na ho zalim jaana na teer chala ke zalim jaana na chand sitare jhum rahe hain, chand sitare jhum rahe hain raat ka daman chum rahe hain, raat ka daman chum rahe hain pyaar ki nagari kahti hai, pyaar ki nagari kahti hai is mehfil se jaana na teer chala ke zalim jaana na ho zalim jaana na aise khayal dil me laana na, laana na ho na laana na ho zalim jaana na teer chala ke zalim jaana na julfen janjeer teri, dil me tasveer teri julfen janjeer teri, dil me tasveer teri itana na paao zalim, itana na paao zalim tu hai takdeer meri, tu hai takdeer meri dar pe kisi ke jaana na ho jaana na teer chala ke zalim jaana na ho zalim jaana na aise khayal dil me laana na, laana na ho na laana na ho zalim jaana na teer chala ke zalim jaana na phul takegi raat haan gulabi phul takegi raat haan gulabi ho jaye duniya na sharabi, ho jaye duniya na sharabi tujhko kasam hai meri wafa ki tujhko kasam hai meri wafa ki dil pe ho mar jana na teer chala ke zalim jaana na ho zalim jaana na aise khayal dil me laana na, laana na ho na laana na ho zalim jaana na teer chala ke zalim jaana na