SONG: Teer Aankho Ka Jigar Ke Paar Kar Do Yaar Tum - तीर आँखों का जिगर के पार कर दो यार तुम

Teer Aankho Ka Jigar Ke Paar Kar Do Yaar Tum - तीर आँखों का जिगर के पार कर दो यार तुम

LYRICS:
tir aankho ka jigar ke, paar kar do yaar tum tir aankho ka jigar ke, paar kar do yaar tum jaan le lo ya ki jaan ko, nisar kar do yaar tum tir aankho ka jigar ke, paar kar do yaar tum jaan le lo ya to jaan ko, nisar kar do yaar tum hum tumhare dil tumhara, fir tumhe dar kahe ka hum tumhare dil tumhara, fir tumhe dar kahe ka sauq se tirachi nazar ke, vaar kar do yaar tum sauq se tirachi nazar ke, vaar kar do yaar tum jaan le lo ya to jaan ko, nisar kar do yaar tum tir aankho ka jigar ke, paar kar do yaar tum kab talak tadapa karenge, ham wafa ki rah me kab talak tadapa karenge, ham wafa ki rah me kab talak tadapa karenge, ham wafa ki rah me aaj apne pyar ka, ikarar kar do yaar tum aaj apne pyar ka, ikarar kar do yaar tum jaan le lo ya ki jaan ko, nisar kar do yaar tum tir aankho ka jigar ke, paar kar do yaar tum apne aanchal me chupa lo, is gile badnaam ko apne aanchal me chupa lo, is gile badnaam ko apne aanchal me chupa lo, is gile badnaam ko jindagi ke raste, guljaar do yaar tum jaan le lo ya ki jaan ko, nisar kar do yaar tum tir aankho ka jigar ke, paar kar do yaar tum