SONG: Teen Lok Ke Devta - तीन लोक के देवता

Teen Lok Ke Devta - तीन लोक के देवता

LYRICS:
teen lok ke devta hain taitish karod mat pita do devta, in sab me bejor are insaan are insaan tu apana ghar pahchan tere mata pita se badhke nahi re bhagwan badke nahi re bahgwan are insaan, are insaan bhatak raha kyu andhiyare me bharam me kyu bhrmata pita rup parmeshvar ka hain, mata rup bidhata ho mata pita ki godi pyari sundar swrg saman, are insaan lakho janam le fir bhi na chuke mata pita ka karj rom rom tera rini hain unka jinhone jivan sarja hao mata ki nau mahino par teri sari umar kurban, are insaan mashal chal kyu us dali ko jiska tu hain ful jisko godi ne bachpan khela use gaya kyu bhul use gaya kyu bhul pita ka dukhda tujhe pukare laut ke aa maa ke aansu tujhe pukare laut ke aa dharm karm kartaby pukare laut ke aa laut ke aa re anjaan tere karan tadap rahe hain mat pita ke praan, laut ke aa laut ke aa re anjaan laut ke aa re anjaan