SONG: Tauba Tauba Tabaahi Tabaahi - तौबा तौबा तबाही तबाही

Tauba Tauba Tabaahi Tabaahi - तौबा तौबा तबाही तबाही

LYRICS:
tauba tauba tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tauba tauba tauba tauba tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi aji das paise ke darjan chane bikte hai das paise ke darjan chane bikte hai sone ke bhaav matar milti hai coat ke daam langoat silte hai yaar bhi matlab se gale milte hai ajab hai ye duniya gazab hai zamana ke bulbul hai chup gaaye ullu tarana hai bikau khuda ki khudai ki kisi simaglar ne boli lagayi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi are acchi surat bhi zamane me kidhar milti hai aji badi muskil se hai badi muskil se haseno se nazar milti hai aajkal ye hasi pehle jaise to nahi pehle jaise to nahi aajkal ye hasi ankh me surma kahan hontho pe paan kaha wo khadakti hui salwaar meri jaan kaha wo dupatta na raha vo garara na raha aji aabru dhakne ka koi sahara na raha chehre chehre pe likhi behayai behayai tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi pitaji jal ke ho gae raak lekin chhod gaye dus lakh pitaji jal ke ho gae raak lekin chhod gaye dus lakh udenge nisdin ab gulchare jani roz piyenge thare chalenge raat raat ab mujre raja teri godi me genda ban jau raja teri godi me genda ban jau raja teri godi me jab mere saiyan ko bhukh lagegi jab mere saiyan ko bhukh lagegi ladu peda aay haay ladu peda jalebi ban jaaungi ladu peda jalebi ban jaaungi raja teri godi me genda ban jau raja teri godi me ram ki dharti me agar aisi aulad hogi kyu na mitti mere iss desh ki barbad hogi ab na mazjid me namaze hai na mandir me na bhajan kabre dance me khoya hua hai sara watan ab koi tulsi na koi nakhiya kabir aayega aur dam todhte insa ko bacha jaayega na hoga man kala na hoga dhan kala mit jayegi sari siyahi siyahi aur shaitan dega duhai duhai tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi