SONG: Tauba Tauba Kya Hoga - तौबा-तौबा क्या होगा

Tauba Tauba Kya Hoga - तौबा-तौबा क्या होगा

LYRICS:
tauba-tauba kya hoga, hona hai jo woh hoga, hota hai jo ho jaane do aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane do tauba-tauba kya hoga, hona hai jo woh hoga, hota hai jo ho jaane do aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane do jaane kiski baat karu main jaane kiska naam lu thodi der ruko main dhak-dhak karte dil ko thaam lu dhak-dhak dhak-dhak dhak-dhak mera dil hai diwana, diwano ka diwana, diwane ko samjhane do aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane do main bebas hu tere bas me mujhko ye ikraar hain par ye bulbul kab ud jaaye koi aitbaar hain ik hava ka main jhonka de jaaungi main dhokha aisa mauqa to aane do aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane do tumne socha hoga main aurat hu main kamzor hu main ghar me kuch aur hu bahar main kuch aur hu main hasina tum daaku main shisha tum patthar shisha patthar takrane do aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane do tauba-tauba kya hoga, hona hai jo woh hoga, hota hai jo ho jaane do aane wala aayega, jaane wala jaayega, tum na maano to jaane do