SONG: Tauba Re Tauba - तभी आता है पीने और पिलाने का मज़ा हमको

Tauba Re Tauba - तभी आता है पीने और पिलाने का मज़ा हमको

LYRICS:
tabhi aata hai peene aur pilaane ka maja humko humaare saamne jab koi, tauba karne wala ho tauba karne wala ho tauba re tauba chhodo zehar, ye sharaab hai tauba re tauba chhodo zehar, ye sharaab hai pee jisne samjho jindgi pee jisne samjho jindgi uski kharaab hai nada tujhe khabar nahi kya ye sharaab hai nada tujhe khabar nahi kya ye sharaab hai peekar jara to dekhiye, peekar jara to dekhiye shay laajawaab hai nada tujhe khabar nahi kya ye sharaab hai tauba re tauba chhodo zehar, ye sharaab hai ise peete hai jo jindgi barbaad karte hai hazaaro ghar isi ke naam se fariyaad karte hai isi ki wajah se duniya me laakho jurm hote hai mujrim hai, mujrim hai vo mujrim hai jo fir bhi, maykada aabaad karte hai aabaad karte hai peena to chhodiye ise chhuna azaab hai peena to chhodiye ise chhuna azaab hai pee jisne samjho jindgi pee jisne samjho jindgi uski kharaab hai nada tujhe khabar nahi kya ye sharaab hai nada tujhe khabar nahi kya ye sharaab hai hai jo ghamjada , bas hai isi ka aasra usko jo de aaram gham me kyu na fir kah de dawa usko mujhe itna yaki hai, tum agar ek baar pee loge to fir mumkin nahi, to fir mumkin nahi to fir mumkin nahi hai ye ke tum keh do bura isko ek baar pee ke dekhne me kya hizaab hai ek baar pee ke, ek baar pee ke ek baar pee ke dekhne me kya hizaab hai ek baar pee ke dekhne me kya hizaab hai peekar jara to dekhiye, peekar jara to dekhiye shay laajawaab hai tauba re tauba chhodo zehar, ye sharaab hai tauba re tauba chhodo zehar, ye sharaab hai jo hosh tere chhin le, haiwaan bana de do ghunt hi me jo tera imaan udaa de mat kar tu nasha aisa tujhe teri kasam hai pini hai to pee aisi jo insaan bana de insaan bana de, insaan bana de sach tumne ye kaha ki nasha may ka hai bura har bund me hai iski yakinan zehar bhara lo aaj hum bhi karte hai tauba sharaab se lo aaj hum bhi karte hai tauba sharaab se tauba tauba, tauba tauba tauba tauba, tauba tauba sharaab se lo aaj hum bhi karte hai tauba sharaab se aankhe hai jo khol di hai bahut iska shukriya, shukriya, shukriya jo hosh me yaha hai wahi kaamyamb hai jo hosh me yaha hai wahi kaamyamb hai pee jisne samjho jindgi pee jisne samjho jindgi uski kharaab hai tauba re tauba chhodo zehar, ye sharaab hai tauba re tauba chhodo zehar, ye sharaab hai