SONG: Tauba Ji Tauba Na Poochho Mera Haal - तौबा जी तौबा ना पूंछो मेरा हाल

Tauba Ji Tauba Na Poochho Mera Haal - तौबा जी तौबा ना पूंछो मेरा हाल

LYRICS:
touba ji touba na punchho mera haal touba ji touba na punchho mera haal sunkar ke siyan ji thamenge baiyan bahak gai chal touba ji touba na punchho mera haal unke khyalo ke jhule mein jhul ke kaliyon se khelun main kanto ko chum ke unke khyalo ke jhule mein jhul ke kaliyon se khelun main kanto ko chum ke usne lagai jo phoolo ki dali mahak gaye baal touba ji touba na punchho mera haal touba ji touba na punchho mera haal koi samjh ke kare aisa kaam na mare khushi ke pada dil ko thamna koi samjh ke kare aisa kaam na mare khushi ke pada dil ko thamna kahati hun ji se jo milana hai pi se to khud is dil ko sambhal touba ji touba na punchho mera haal touba ji touba na punchho mera haal banke diwani balam ji ki chah mein dolun akeli mohabbat ki raah mein banke diwani balam ji ki chah mein dolun akeli mohabbat ki raah mein itna na jane kahi ye jamana chale na koi chal touba ji touba na punchho mera haal sunkar ke siyan ji thamenge baiyan bahak gai chal touba ji touba na punchho mera haal