SONG: Tasveer Teri Dil Mera Behla Na Sakegi - तस्वीर तेरी दिल मेरा बहला ना सकेगी

Tasveer Teri Dil Mera Behla Na Sakegi - तस्वीर तेरी दिल मेरा बहला ना सकेगी

LYRICS:
tasveer teri dil mera bahla na sakegi tasveer teri dil mera bahla na sakegi ye teri tarah mujhse to sharma na sakegi tasveer teri dil mera bahla na sakegi mai baat karunga to ye khamosh rahegi sine se laga lunga to ye kuch na kahegi mai baat karunga to ye khamosh rahegi sine se laga lunga to ye kuch na kahegi aaram wo kya degi jo tadpa na sakegi tasveer teri dil mera bahla na sakegi ye aankhe hai thahri hui chanchal wo nigahe ye hath hai sahme hue aur mast wo bahe ye aanhke hai thahri hui chanchal wo nigahe ye hath hai sahme hue aur mast wo bahe parchai to insan ke kaam aa na sakegi tasveer teri dil mera bahla na sakegi in hotho ko fariyad mai kuch de na sakunga is julf ko mai hath me bhi le na sakunga in hotho ko fariyad me kuch de na sakunga is julf ko mai hath me bhi le na sakunga uljhi hui rato ko ye suljha na sakegi tasveer teri dil mera bahla na sakegi tasveer teri dil mera bahla na sakegi