SONG: Tasveer Banata Hu Teri Khune Jigar Se - तस्वीर बनाता हूँ तेरी खूने जिगर से

Tasveer Banata Hu Teri Khune Jigar Se - तस्वीर बनाता हूँ तेरी खूने जिगर से

LYRICS:
tasveer banata hu teri khune jigar se khune jigar se dekha hai tujhe maine mohabbat ki nazar se are mohabbat ki nazar se tasveer banata hu teri khune jigar se khune jigar se jitne bhi mile rang wo sab bhar diye tujhme haay bhar diye tujhme ek range wafa aur hai lau wo kidhar se are lau wo kidhar se tasveer banata hu teri khune jigar se khune jigar se sawan teri julfo se ghata mang ke laya haye mang ke laya bijli ne churai hai tadap teri najar se are tadap teri najar se tasveer banata hu teri khune jigar se khune jigar se mai dil me bula kar tujhe ruksat na karunga haay ruksat na karunga muskil hai tera laut ke jana mere ghar se are jana mere ghar se tasveer banata hu teri khune jigar se khune jigar se