SONG: Tasavir Banaataa Hun Teri Khoon E Jigar Se - तस्वीर बनाता हूँ तेरी ख़ून-ए-जिगर से

Tasavir Banaataa Hun Teri Khoon E Jigar Se - तस्वीर बनाता हूँ तेरी ख़ून-ए-जिगर से

LYRICS:
tasvir banata hun teri khun-e-jigar se khun-e-jigar se dekha hai tujhe mai ne muhabbat ki nazar se are, muhabbat ki nazar se tasvir banata hun teri khun-e-jigar se khun-e-jigar se jitane bhi mile rag vo sabhi bhar diye tujh me haay, bhar diye tujh me ik rag-e-wafaa aur hai, laun vo kidhar se are laun vo kidhar se tasvir banaataa hun teri khun-e-jigar se khun-e-jigar se saavan teri zulfo se ghataa maang ke laayaa haay, maang ke laya bijali ne churayi hai tadap teri nazar se are, tadap teri nazar se mai dil me bithaa kar tujhe rukhsat na karunga haaye,rukhsat na karunga mushkil hai teraa laut ke jana mere ghar se are jaana mere ghar se tasvir banata hun teri khun-e-jigar se khun-e-jigar se