SONG: Taro Ki Toliyo Ye Kaisa Hai - तारों की टोलियों पे कैसा है ये निखार

Taro Ki Toliyo Ye Kaisa Hai - तारों की टोलियों पे कैसा है ये निखार

LYRICS:
taaro ki toliyon pe kaisa hai ye nikhaar taaro ki toliyon pe kaisa hai ye nikhaar hai kiska intezaar, hai kiska intezaar hai kiska intezaar, hai kiska intezaar taaro ki toliyon pe kaisa hai ye nikhaar hai kiska intezaar, hai kiska intezaar aasmaan pe aaj ek mehmaan aayega vo nur sari duniya pe apna luteyega aasmaan pe aaj ek mehmaan aayega vo nur sari duniya pe apna luteyega nikla nahi hai chand sitaare hai bekraar nikla nahi hai chand sitaare hai bekraar hai kiska intezaar, hai kiska intezaar chanda ka intezaar, hai chanda ka intezaar taaro ki toliyon pe kaisa hai ye nikhaar hai kiska intezaar, hai kiska intezaar har saans mera nagma, dhadkan meri tarana har saans mera nagma, dhadkan meri tarana khamosh thi vo baate, khamosh ka satana khamosh thi vo baate, khamosh ka satana baj raha apne aap dil ka taar taar baj raha apne aap dil ka taar taar hai kiska intezaar, hai kiska intezaar chanda ka intezaar, hai chanda ka intezaar taaro ki toliyon pe kaisa hai ye nikhaar hai kiska intezaar, hai kiska intezaar