SONG: Taro Ki Roshni Me Duniya Nayi Basaye - तारो की रौशनी में दुनियाँ नई बसाए

Taro Ki Roshni Me Duniya Nayi Basaye - तारो की रौशनी में दुनियाँ नई बसाए

LYRICS:
taro ki roshani me duniya nayi basaye taro ki roshani me duniya nayi basaye rangeen bahare hai aisi hari fijaye rangeen bahare hai aisi hari fijaye ye kaun ye kaun sunata hai mujhe prem ka gana ye kaun sunata hai mujhe prem ka gana madhosh banata hai mujhe iska fasana afsana nahi hai ye meri jindagi ka taar afsana nahi hai ye meri jindagi ka taar duniya se dur hamko basana hai ye sansar raate ho suhani ye khile phulo ki chandani phulo ki chandani raate ho suhani ye khile phulo ki chandani phulo ki chandani lagti ho mast jhumke lehro ki ragini lehro ki ragini prem ki duniya me is prem ki duniya me is prem ki duniya me hame do preet jhalak do khamosh nigaho me mohabbat ki chamak ho bedard jamane ki vo baate na satae bedard jamane ki vo baate na satae taro ke ghosale me ham ek duniya basaye taro ke ghosale me ham ek duniya basaye taro ki roshni me duniya nai basaye taro ki roshni me