SONG: Taro Ki Palki Me Aayi Jawani - तारो की पालकी में आयी जवानी

Taro Ki Palki Me Aayi Jawani - तारो की पालकी में आयी जवानी

LYRICS:
taaro ki paalki mein aayi jawani ho aayi jawani aayi jawani hui duniya deewani aayi jawani hui duniya deewani duniya deewani ho duniya deewani taaro ki paalki mein aayi jawani ho aayi jawani aankho mein kajal bharke kajal bharke julfo mein baadal bharke baadal bharke masti mein khoi khoi kahde jara bhi koi masti mein khoi khoi kahde jara bhi koi kimat le angdaai aayi jawani hui duniya deewani aayi jawani hui duniya deewani duniya deewani ho duniya deewani taaro ki paalki mein aayi jawani ho aayi jawani phulo ne daaman chuma daaman chuma hontho ke nagme gaayi kaisi kayamat aayi hontho ke nagme gaayi kaisi kayamat aayi dil mein baji sahnai aayi jawani hui duniya deewani aayi jawani hui duniya deewani duniya deewani ho duniya deewani taaro ki paalki mein aayi jawani ho aayi jawani