SONG: Taro Ki Nagri Se Chandaa Ne - तारो की नगरी से चंदा ने

Taro Ki Nagri Se Chandaa Ne - तारो की नगरी से चंदा ने

LYRICS:
taro ki nagri se chanda ne ek din dharti pe aane ki thani sun mere munna kahani kaliyo ne pahne sabnam ke gahne lahro me aayi rawani sun mere munna kahani kab se khadi thi vyakul chakori naina bichaye huye path me dharti pe utra raja gagan ka chupke se kirno ke rath me aaye piya pyare pyasi ke dware aaye piya pyare pyasi ke dware fir bhi chakori na jane sun mere munna kahani kahti thi duniya kahti thi duniya ho na sakega chanda chakori ka mel pal bhar me dekho ruthi nindiya tutega sapno ka gher tutega sapno ka gher itne me chanda badhkar yu bola itne me chanda badhkar yu bola mai raja tu meri rani sun mere munna kahani lekin ye dunia lekin ye dunia prem ki berain haye laga ke najariya haye laga ke najariya aaye the ek din waise hi ek din sajni se bichade sawariya haye sajni se bichade sawariya ab tak khadi hai path par chakori ab tak khadi hai path par chakori lekar piya ki nishani jab tak na wapis aayega chanda jab tak na wapis aayega chanda puri na hogi kahani o muna puri na hogi kahani soja puri na hogi kahani soja puri na hogi kahani