SONG: Taro Ki Chhaanv Me Hum Geet Gaye - तारों की छाओ में सपनों के गावों में

Taro Ki Chhaanv Me Hum Geet Gaye - तारों की छाओ में सपनों के गावों में

LYRICS:
taro ki chhaav me sapno ke gawo me priyo ke sang tumhe jana hai taro ki chhaav me sapno ke gawo me priyo ke sang tumhe jana hai so jao chen se is kali ren se aage jo desh hai suhana hai taro ki chhaav me sapno ke gawo me priyo ke sang tumhe jana hai gangan tale pawan chale thandi suhani dhimi dhimi nayan kahe mithi kahani aayi re aayi re aayi hindol leke nindiya rani so ja o so ja o taro ki chhaav me sapno ke gawo me priyo ke sang tumhe jana hai bhwe teri pita jaisi maa jaisi aankhiya gajab kare jiya hare bholi klikya aayi re aayi re aayi hai lene tumhe fulo ki sakhiya so ja o so ja o taro ki chhaav me sapno ke gawo me priyo ke sang tumhe jana hai khila rahe saji rahe yu hi ye kyari hasi khushi jiyo sabhi masum se baari khila rahe saji rahe yu hi ye kyari hasi khushi jiyo sabhi masum se baari aayi re aayi re aayi hai lene tumhe fulo ki sakhiya so ja o so ja o