SONG: Taro Ki Chaon Tale Shama Parwane Mile - तारो की छाव तले शम्मा परवाने मिले

Taro Ki Chaon Tale Shama Parwane Mile - तारो की छाव तले शम्मा परवाने मिले

LYRICS:
taro ki chao tale shamma parawane mile hoya kurban meri jan mile dil se dil jale taro ki chao tale shamma parawane mile haye taro ki chao tale shamma parawane mile husan ke andaj hai mashoor janhan me main haseen hu isliye hai noor jaha me dekh ke mujhko kisi shayar ne kaha tha utari hai asma se koi noor jaha me are tune suna hi nahi fir apna fasana are ishq jise chahe bana dale diwana ho dekh ke mujhko to bhi tune kaha tha tere liye chhod du me sara zamana chalta koi zor nahi shokh nigaho ka haseen raag jab chale taro ki chao tale shamma parawane mile dil se meri aaj nikalo to kahu me badhti dhadkasno ko chupa lo to kahu me dekh liya mane tumeh mast najar se dagmagate paw sambhalo to kahu me are teri nigaho ko kaha jam humne charche kiye tere subha sham humne kya tu hai or kya teri ye mast adaye tujhko haseena ka nam diya humne tham le mehtab jigar rukht ye nakeb agar chhod ke gai taro ki chao tale shamma parawane mile jane jaha shamma e mehfil bana diya aji humne tumeh pyar ke kabil bana diya hum jo na hote to tumeh kon puchta humko duaye do tumeh kabil bana diya sun zara o bekhabar kya tujhko khabar hai zindagi teri to meri ek najar hai man liya ishq bhi hai ek kayakash husan se lagta to kayamat ko bhi dar hai jaan ki to parwah na kare dil jala jal jal ke mare shamma jab jale taro ki chao tale shamma parawane mile hoya kurban meri jan mile dil se dil jale taro ki chao tale shamma parawane mile