SONG: Taro Ke Palne Me Jhule Chand Hamara - तारों के पलने में झूले चाँद हमारा

Taro Ke Palne Me Jhule Chand Hamara - तारों के पलने में झूले चाँद हमारा

LYRICS:
taro ke palne me jhule chand hamara re chand hamara re taro ke palne me jhule chand hamara re chand hamara re raja banke raj karega raja banke raj karega kundan banke damkega kundan banke damkega lalo ka ye lal hamara chanda banke chamkega chanda banke chamkega sabki aankho ka ujiyara prano ka pyara re chand hamara re taro ke palne me jhule chand hamara re chand hamara re ghar angan me mera munna ghar angan me mera munna khelega muskayega khelega muskayega mithi mithi bato se ye sabka man bharmayega sabka man bharmayega aashao ka deepak hai ye aankh ka tara re chand hamara re taro ke palne me jhule chand hamara re chand hamara re taro ke palne me jhule chand hamara re chand hamara re