SONG: Taraashta Main Yeh Raasta Hoon - तराशता मैं ये रास्ता हूँ

Taraashta Main Yeh Raasta Hoon - तराशता मैं ये रास्ता हूँ

LYRICS:
tarashta mai ye raasta hoon zara jutaa lu saans mai manzilen ae manzilen haan tham bhi jaa tu zara tarashta mai ye raasta hoon zara jutaa lu saans mai manzilen ae manzilen haan tham bhi jaa tu zara raat ke kaanto se chubhte hain banzar yahan phoolon mein bhi kaante hai hai mahak phir bhi magar ye dilasaa to dila ae khuda aahon mei bichhe hai hai mahak ye to agar ehsaason ki hawa tu kahan saansein ghut rahi zinda mai phir bhi yahan tarashta mai ye raasta hoon zara jutaa lu saans mai manzilen ae manzilen haan tham bhi jaa tu zara raat ke kaanto se chubhte hain patjhad yahan