SONG: Taqdir Ne Jo Aag Lagayi Hai - तक़दीर ने जो

Taqdir Ne Jo Aag Lagayi Hai - तक़दीर ने जो

LYRICS:
takdir ne jo takdir ne jo aag lagai hai bujha de dubi hui naiya ko kinare se laga de dubi hui naiya ko kinare se laga de takdir ne jo chhod a jo kinara to liya sahara ab kahi dikha dega kinara tu apne sahare ka chmatkar dikha de tu apne sahare ka chmatkar dikha de dubi hui naiya ko kinare se laga de takdir ne jo mai kiski hu bhagwan tu kaun hai jo dub gayi naav ko apman hai kiska kah do ye bhawar se ke mujhe raah dikha de kah do ye bhawar se ke mujhe raah dikha de dubi hui naiya ko kinare se laga de dubi hui naiya ko kinare se laga de takdir ne jo takdir ne jo