SONG: Taqdir Ne Chirag-E-Tamanna Bujha Diya - तकदीर ने चिराग-ए-तमन्ना बुझा दिये

Taqdir Ne Chirag-E-Tamanna Bujha Diya - तकदीर ने चिराग-ए-तमन्ना बुझा दिये

LYRICS:
takdir ne chirag e tamanna bhuja diya marne se pahle khak me, humko mila diya marne se pahle khak me, humko mila diya jo shakh, thi kisi ki ummido ka aashiya ummido ka aashiya kismat ki bijliyo ne, usi ko jala diya marne se pahle khak me, humko mila diya marne se pahle khak me, humko mila diya sehare ke phul dekhne, paya na tha koi paya na tha koi zalim akal ne ek naya gul khila diya marne se pahle khak me, humko mila diya marne se pahle khak me, humko mila diya ek zakhm hai jigar me to ek daag dil me hai ek daag dil me hai ae dene wale tune diya bhi, to kya diya marne se pahle khak me, humko mila diya marne se pahle khak me, humko mila diya takdir ne chirag e tamanna bhuja diya marne se pahle khak me, humko mila diya marne se pahle khak me, humko mila diya