SONG: Taqdir Me Likha Hai Meri Thokar Khana - तक़दीर में लिखा हैं मेरी ठोकर खाना हाँ

Taqdir Me Likha Hai Meri Thokar Khana - तक़दीर में लिखा हैं मेरी ठोकर खाना हाँ

LYRICS:
taqdeer me likha hai meri thokar khana ha bedard zamana, bedard zamana ab kaun sune dil ki kahani mere pochhega kaun aankho ka pani mere ye din hi dikhana tha to kyun pyar kiya kyun pyar kiya marne na diya jeena bhi dushwar kiya aaya na char din bhi tumhe pyar nibhana haye pyar nibhana, bedard zamana maiya ne mujhe chhod diya babul ne mukh mod liya saajan ne bhi dil tod diya haye is dard ki maari ka raha kaun thikana is dard ki maari ka raha kaun thikana main kiske aage ro ke sunau ye fasana sunau ye fasana, bedard zamana hai raat andheri, mere dil me hai andhera mere dil me hai andhera ujda hua hai aaj mera kal ka basera haye kal ka basera bhagwan bhagwan bhagwan bhagwan bhagwan meri raat ka kab hoga savera kab tak mujhe manjur hai yu mujhko rulana haye mujhko rulana haye haye haye bedard zamana, bedard zamana