SONG: Taqdeer Ne Kya Angdai Li, Jine Ki Fiza Namkeen Hui - तकदीर ने क्या अंगडाई ली, जीने की फिजा नमकीन हुई

Taqdeer Ne Kya Angdai Li, Jine Ki Fiza Namkeen Hui - तकदीर ने क्या अंगडाई ली, जीने की फिजा नमकीन हुई

LYRICS:
nikli sawari rat ki neel ke dariya me basti dhudh ki jajbat ki husnwalo ke sar pe phul barsati hui gudgudati muskurati chedti gati hui jab kabhi patwar se yuhi ishare ho gaye kuch ude katre hawa me or sitare ho gaye wakt ko tarik ye sab ne meharba kar diya do jawa ruho ho ke milne ka sama kar diya takdir ne kya angdayi li jine ki fiza namkin hui kuch ishk badha kuch husn badha kuch ishk badha kuch husn badha or dil ki dunia or dil ki dunia hasin hui or dil ki dunia hasin hui or dil ki dunia hasin hui sitaro dhale ek khandhar ke tale do dil yu mile yu mile yu mile tar lahra gaye har kali khil gayi bekali dhul gayi apne hi aap par apne hi aap par apne hi aap par phul sharma gaye waqt ke saj par husn ke naj par pahle dil mar mite aarzuye to kya aahe tak fuk di aarzuye to kya aahe tak fuk di manjile husn par kafile yu lute kafile yu lute ho kafile yu lute kafile yu lute jab khun baha apne dil se jab khun baha apne dil se mahfil bhi rangi hui kuch ishk badha kuch husn badha kuch ishk badha kuch husn badha or dil ki dunia or dil ki dunia hasin hui or dil ki dunia hasin hui or dil ki dunia hasin hui takdir ne kya angdayi li jine ki fiza sangin hui jab pyar ki bate ishk ne ki jab pyar ki bate ishk ne ki tab husn ki ruh tab husn ki ruh gumgin hui tab husn ki ruh gumgin hui tab husn ki ruh gumgin hui ik kali guljabi sakh par hai hasi isko chedo ha chedo ha chedo nahi maili ho jayegi gird tum ghum lo dekh kar chum lo nigaho se chumlo warna kho jayegi ha bas manjil nahi apna sahil nahi jiska ye dil nahi ruh so jayegi ho kar jadu gaya jism ke kadar da kar jadu gaya jism ke kadar da pyar ki dasta pyar ki dasta pyar ki dasta ruswa ho jayegi pyar ki dasta ruswa ho jayegi ruswa ho jayegi tum aag ko rag samjh baithe tum aag ko rag samjh baithe angaro se hi taslin hui jab pyar ki bate ishk ne ki jab pyar ki bate ishk ne ki tab husn ki ruh tab husn ki ruh gumgin hui tab husn ki ruh gumgin hui tab husn ki ruh gumgin hui takdir ne kya angdayi li jine ki fiza namkin hui kuch ishk badha kuch husn badha kuch ishk badha kuch husn badha or dil ki dunia or dil ki dunia hasin hui or dil ki dunia hasin hui or dil ki dunia hasin hui sakh bhar ki kali ho wo kitni bhali jo na dil se lagi jo na dil se lagi umar dhal jayegi hawas or pyar ka kissa takrar ka fark bekar ka fark bekar jawani dhal jayega jadu ye dam badam nagmo ke talo sang jadu ye dam badam nagmo ke talo sang ye sunhare kadam ye sunhare kadam me ubal jayegi khud ko awaz do waqt ko saj do ishk ka naz do rat dhal jayegi yu na ghabraiye pas to ayiye har ada aapki dilnashi hui kuch ishk badha kuch husn badha kuch ishk badha kuch husn badha or dil ki dunia or dil ki dunia hasin hui or dil ki dunia hasin hui or dil ki dunia hasin hui