SONG: Taqdeer Ne Hansa Ke Hame - तकदीर ने हँसा के हमें फिर रुला दिया

Taqdeer Ne Hansa Ke Hame - तकदीर ने हँसा के हमें फिर रुला दिया

LYRICS:
taqdeer ne hasa ke hame phir rula diya haye kya kiya haye kya kiya khushiya hamari chhin li dil ko jala diya haye kya kiya haye kya kiya hamko gale ka har diya haye kya kiya haye kya kiya bedard dil pe war kiya haye kya kiya haye kya kiya tumne mohabbato ka ye achha sila diya haye kya kiya haye kya kiya takdir ne hasa ke hame phir rula diya haye kya kiya haye kya kiya dil ka mere sahara ab dard hai tumhara dil ka mere sahara ab dard hai tumhara is ko na chhin lena karna karam khudara karna karam khudara gum ne masrato ka janaja utha diya haye kya kiya haye kya kiya takdir ne hasa ke hame phir rula diya haye kya kiya haye kya kiya tufan has raha hai kashti ki bekshi par tufan has raha hai kashti ki bekshi par sahil bhi kah utha hai kismat ki is hasi par barbaadiyo ne nakshe mohabbat mita diya haye kya kiya haye kya kiya takdir ne hasa ke hame phir rula diya haye kya kiya haye kya kiya