SONG: Taqdeer Ki Gardish Kya Kam Thi Us Par Ye Quamat - तक़दीर की गर्दिश क्या कम थी उस पर ये क़यामत

Taqdeer Ki Gardish Kya Kam Thi Us Par Ye Quamat - तक़दीर की गर्दिश क्या कम थी उस पर ये क़यामत

LYRICS:
taqdeer ki gardish kya kam thi taqdeer ki gardish kya kam thi us par ye kayamat kar baithe betabi-e-dil jab had se badhi betabi-e-dil jab had se badhi ghabrake mohabbat kar baithe taqdeer ki gardish kya kam thi aankho me chalakte hai aansu dil chupke chupke rota hai aankho me chalakte hai aasu dil chupke chupke rota hai dil chupke chupke rota hai wo baat humare bas ki na thi wo baat humare bas ki na thi jis baat ki himmat kar baithe taqdeer ki gardish kya kam thi ghum hum ne khushi se mol liya us par bhi hui ye nadani ghum hum ne khushi se mol liya us par bhi hui ye nadani us par bhi hui ye nadani jab dil ki ummede tut gayi jab dil ki ummede tut gayi kismat se shikayat kar baithe taqdeer ki gardish kya kam thi taqdeer ki gardish kya kam thi us par ye kayamat kar baithe