SONG: Taqdeer Hansi Aansu Nikale - तक़दीर हंसी आंसु निकले

Taqdeer Hansi Aansu Nikale - तक़दीर हंसी आंसु निकले

LYRICS:
takdir hansi aansu nikale ek thes lagi dil tut gaya ab jina bhi koi jina hai jab sath kisi ka chut gaya takdir hansi aansu nikale bekar hai dil ki dhadkan me bekar hai dil ki dhadkan me aawaj na do aawaj na do tum dur huye majbur hai hum milne ka sahara chut gaya takdir hansi aansu nikale duniya se wafa ki aas nhi duniya se wafa ki aas nhi aur tum bhi humare pas nhi us dil ki halat kya hogi jis dil ka thala fut gaya takdir hansi aansu nikale ab yad tumhari aankho me ab tad tumhari aankho me aansu bankar betab hui khamosi meri friyade hai dil beth gaya ji chut gaya takdir hansi aansu nikale wo aag lagai duniya ne wo aag lagai duniya ne dil apna jal kar khak hua mitti me mila di tumne jo kismat ka sitara tut gaya takdir hansi aansu nikale ek thes lagi dil tut gaya takdir hansi aansu nikale