SONG: Taqdeer Bani Ban Kar Bigadi - तक़दीर बनी बन कर बिगड़ी

Taqdeer Bani Ban Kar Bigadi - तक़दीर बनी बन कर बिगड़ी

LYRICS:
taqdeer bani ban ker bigadi, duniya ne hame barbad kiya taqdeer bani ban ker bigadi, duniya ne hame barbad kiya dukh dard ke hatho lutkar bhi is dil ne tujhi ko yaad kiya dukh dard ke hatho lutkar bhi is dil ne tujhi ko yaad kiya taqdeer bani ham dil ki lagi ko kya roye, ulfat me hajaro ghar ujde ae ishq ke maro tum hi kaho kismat ke kise aabad kiya ae ishq ke maro tum hi kaho kismat ke kise aabad kiya taqdeer bani is kaid me jina mushkil hai, ai maut lagi hai aas teri chupke se jara aakar keh de ja hamne tujhe aajad kiya chupke se jara aakar keh de ja hamne tujhe aajad kiya taqdeer bani ban ker bigadi, duniya ne hame barbad kiya taqdeer bani