SONG: Tanha Tanha Ghoom Ke Dhoondhe Dil Jise - तन्हां तन्हां घूम के ढूंढे दिल जिसे

Tanha Tanha Ghoom Ke Dhoondhe Dil Jise - तन्हां तन्हां घूम के ढूंढे दिल जिसे

LYRICS:
tanha tanha ghoom ke dhoondhe dil jise lamha lamha beet ke ghuzre dil jisse phirta hoon sajha ke in ankhon mein use milta hoon roz mai apni baaton mein use tanha tanha ghoom ke dhoondhe dil jise nazron mein meri to tu hi basi hai kaise main kisi ko dekh loon kisi ko dekh loon tera hua hoon main khud se bhi zyada kaise phir khud ko rok loon khud ko rok loon phirta hoon sajha ke in ankhon mein use milta hoon roz main apni baaton mein use tanha tanha ghoom ke dhoondhe dil jise lamha lamha beet ke ghuzre dil jisse