SONG: Tanha Mera Pyar Kare Intezar - तन्हा मेरा प्यार करे इंतजार

Tanha Mera Pyar Kare Intezar - तन्हा मेरा प्यार करे इंतजार

LYRICS:
khamoshi si bhari hai ye hawa baatein kuch hain adhoori si yahaan ab kyaa.. ab kya? dil mein thi jo tere liye ek jagah lafzon mein kabhi keh hi na sakaa ab kyaa... ab kya? baatein wahi hai mulaqatein wahi hai bas tu hi nahi hai mere paas tanha mera pyaar kare intezaar tu.. tu hai kahaan? tu hai kahaan? baatein karta hoon tere sang main ye maan ki tu abhi hai yahaan pyaar karta hoon ab bhi tujhe ye jaan ke tu nahi hai yahaan jaan se zyada bhi chaaha hai tujhko ab jaan bhi jaaye toh kya par zinda rahunga bas tere liye hi karta rahunga intezaar tanha mera pyaar kare intezaar tu.. tu hai kahaan? tu hai kahaan? tu hai kahaan? tu hai... kahaan..?