SONG: Tamma Tamma Again - तम्मा तम्मा अगेन

Tamma Tamma Again - तम्मा तम्मा अगेन

LYRICS:
namaste behno aur bhaiyo bade hi kam shabdo mein aapko sunana chahata hoon uss saal ka lokpriye geet yeh tu premi main premi tu raazi wait a minute main raazi uh ho tu aaha main aaha tu aaha salaam le jata hua, udan khatola aur been bajati hui naagin tu premi main premi tu raazi main raazi phir kya daddy kya amma ik bas tuhi pyar ke kaabil saara jahan hai nikamma tamma tamma loge tamma tamma loge tamma tamma tamma loge tamma tamma loge tamma yo badshah rap rakhu na baby koi bhi shanka apne pyar ka baja du danka tere mere beech mein jo koi bhi aaya uski laga du lanka chhod chadke duniyadari bas tere pichhe pad gaya main sapno mein toh already ghodi-wodi chad gaya main mujhko baby lucky kar baat hamari pakki kar itna kya soche mujhe haan bol ke kam tu nakki kar