SONG: Talkhi-E-Mai Mein Zara - तल्खी ऐ मैं में ज़रा तल्खी ऐ मैं में ज़रा

Talkhi-E-Mai Mein Zara - तल्खी ऐ मैं में ज़रा तल्खी ऐ मैं में ज़रा

LYRICS:
talkhi ae mai mein zara talkhi ae mai mein zara talkhi ae dil bhi ghole aur kuch der yaha baith le pee le ro le talkhi ae mai mein zara har taraf ek purasraar si khamoshi hai har taraf ek purasraar si khamoshi hai apne saye se koi baat kare kuch bole talkhi ae mai mein zara koi to shaksh ho jee jaan se chahe jisko koi to jane tassvur ho ke hone talkhi ae mai mein zara aah ye dil kasak haay ye aankho ki jalan aah ye dil kasak haay ye aankho ki jalan neend aa jaye agar aaj to hum bhi so le talkhi ae mai mein zara talkhi ae dil bhi ghole