SONG: Taklid E Mohammad Bhul Naa Jaa - तक्लीद-ए-ंओहम्मद भूल ना जा

Taklid E Mohammad Bhul Naa Jaa - तक्लीद-ए-ंओहम्मद भूल ना जा

LYRICS:
taklid-e-mohammad bhul na ja tauhid ka danka aaj baja tu muslim hai ye yaad rahe aazaad hua aazaad rahe teri duniya aabaad rahe duniya ik apani nai bana nabiyo ne di ye gawaahi hai tu raah-e-khuda ka raahi hai ahmad ki gulaami shaahi hai ye saabit kar de aaj zara islaam sukun kaa hai saaya insaan ne yaha sukh hai paaya faiyaz ye din jab se aaya muhtaaj-o-gani ka farq mita