SONG: Takdir Kaha Le Jaayegee Maalum Nahee - तक़दीर कहाँ ले जाएगी मालूम नहीं

Takdir Kaha Le Jaayegee Maalum Nahee - तक़दीर कहाँ ले जाएगी मालूम नहीं

LYRICS:
takdir kaha le jaayegi maalum nahi takdir kaha le jaayegi maalum nahi lekin hai yakin aayegi manjil aayegi manjil takdir kaha le jaayegi maalum nahi pairo ki thakan kahati hai thahar mushkil hai dagar, lamba hai safar pairo ki thakan kahati hai thahar mushkil hai dagar, lamba hai safar par dil kehta hai gardish bhi aakhir toh kahi pahunchaayegi lekin hai yakin aayegi manjil aayegi manjil takdir kaha le jaayegi maalum nahi hairat se na tum dekho mujhko aur haal bhi mera mat puchho hairat se na tum dekho mujhko aur haal bhi mera mat puchho abb meri tabiyat baato se kuchh bhi na bahalane paayegi lekin hai yakin aayegi manjil aayegi manjil takdir kaha le jaayegi maalum nahi lekin hai yakin aayegi manjil aayegi manjil takdir kaha le jaayegi maalum nahi