SONG: Takdeer Ka Fasana (Female Version) - तक़दीर का फ़साना

Takdeer Ka Fasana (Female Version) - तक़दीर का फ़साना

LYRICS:
takdeer ka fasana takdeer ka fasana, ja kar kise sunayen is dil mein jal rahi hain, araman ki chitayen takdeer ka fasana sanso me aaj mere sanso me aaj mere tufan uth rahe hain shehnaiyon se keh do shehnaiyon se keh do kahin aur jaake gaayen is dil mein jal rahi hain, araman ki chitayen takdeer ka fasana matwale chand suraj matwale chand suraj tera uthaye dola tujhko khushi ki pariyan tujhko khushi ki pariyan ghar tere leke jayen is dil mein jal rahi hai, araman ki chitayen takdeer ka fasana tum to raho slamat tum to raho slamat shera tumhe mubarak mera har ek aansu mera har ek aansu dene laga duwayen is dil mein jal rahi hai, araman ki chitayen takdeer ka fasana, ja kar kise sunayen is dil mein jal rahi hai, araman ki chitayen takdeer ka fasana