SONG: Taj Firun - ताज फिरूं

Taj Firun - ताज फिरूं

LYRICS:
ae khuda tu thodi si rehmat kar is dard pe mere inaayat kar ab usse mujhe milade tu is kaid se mujhko riha karke main taj firu teri yaad mein teri yaad mein firta raha main har dar badar har lamha mujhko tadpa raha ruk si gayi thi jab ye nazar jab taj tu nazar aa raha firta aa o o firta raha main har dar badar har lamha mujhko tadpa raha ruk si gayi thi jab ye nazar jab taj tu nazar aa raha jaan nisaar karu tujhe pyaar karu teri yaad mein teri yaad mein main taj firu teri yaad mein ae khuda tu thodi si rehmat kar is dard pe mere inaayat kar ya usse mujhe milade tu ya taj mein mujhko fanaa karde intezaar karu teri raah taku teri yaad mein teri yaad mein teri yaad mein main taj firu teri yaad mein teri yaad mein ghar aaja aaja ghar aaja aaja ghar aaja aaja mere saajna