SONG: Tadapta Chod Kar Mujhko - तड़पता छोड़ कर मुझको

Tadapta Chod Kar Mujhko - तड़पता छोड़ कर मुझको

LYRICS:
tadapta chhod kar mujhko kaha tum rah gaye pyare kaha tum rah gaye pyare chale aao bulate hai ye aansu dard ke mare ye aansu dard ke mare o mujhko bhulne wale o mujhse ruthne wale o mujhko bhulne wale o mujhse ruthne wale tumhari yad me roke bechare chand aur tare bechare chand aur tare tadapta chhod kar mujhko kaha tum rah gaye pyare kaha tum rah gaye pyare mohabbat karne walo ko nahi kyu chain milta hai mohabbat karne walo ko nahi kyu chain milta hai waha tum ho yaha hum hai ye kaise bata ja re jiye kaise bata ja re tadapta chhod kar mujhko kaha tum rah gaye pyare kaha tum rah gaye pyare lagaye aas baithi hu, jalaye hu shama dil ki lagaye aas baithi hu, jalaye hu shama dil ki ho mujhko bhulne wale, idhar bhule se aaja re idhar bhule se aaja re tadapta chhod kar mujhko kaha tum rah gaye pyare kaha tum rah gaye pyare